Asalam Alaikum.
main apany iss thread main sood (Interest) kay baray main kuch information chahta hoon aap tamam sation say (qadianis aur Non Qadiyanis).
kah kya aap log bata saktay hain kah sood (INterest) halal hay ya haram, aur agar haram hay to kya koi aisee soorat ho sakti hay kah hum log kissi bhi tareeqay say issay jaiz karar day lain, yani sood ko jaiz karar dainay ka koi tareeqa ho to please share kijiye ga.
aap sathion kay jawab ka intezar rahay ga.